Wednesday, June 2, 2010

bchana.....

Usually i dont listen to Pakistani songs....but this one is just so alaaa!!
This is "BCHANA" by Bilal Khan

tanhai k safar main
jal na sa barsay
koi na nazar main haan
jab khawab main chorr jaein,
sochon ko nibha na paein
din ho yaad aein na

khata ho gaey, saza ho gaey
puranay din yaad aey na
duniya kay iss shor main
seekha hai mar k
hoti zindagi kya

main doob raha, doob raha
bachaana
mujhay bachaana

main doob raha, doob raha
bachaana
mujhay bachaana


jagmagati huee raat ye
inpay hain shikayatain
koi nai mujh ko sun raha
dhalta din majboor hai
manzil zara door hai
bujh raha umeedon ka chiraagh

khata ho gaey, saza ho gaey
puranay din yaad aey na
duniya kay iss shor main
seekha hai mar k
hoti zindagi kya

main doob raha, doob raha
bachaana
mujhay bachaana

main doob raha, doob raha
bachaana
mujhay bachaana